Ye zulf agar khul k bhikhar jaye to accha hai
Iss raat ki Taqdeer sanwar jaye to accha hai
Jiss tarah thodi si tere saath Kati hai
Baki b iss tarah guzar jaye to accha hai
Duniya ki nigahon me bhala kya hai bura kya hai
Ye boz agar dil se utar jaye to accha hai
Waise to tumhi ne mujhe barbaad kiya hai
Ye ilzaam kisi aur ke sar jaye to accha hai........

Hindi Shayri by Marshall : 111684858

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now