Is social media ke jamane me
Kitne chehre hain pr mujhe
Chehare Se jyada kisi ki bate hain
Jo Kuch ahesas dila rahi hain
कम्बखत उसकी बाते डूबा जा रही हैं
वरना ये मेंरा दिल है
मन शिकायत चाहे
और ईबादत कर दी दिलने
भुलाने के चक्कर में
आदत बन गई है
Aajkl Chehare pe u hasi 6ayi hain
Jane ki kisi ka nsha chadha hain
Shayd bhataki hun
Hunar hain usme
Ki ishq ka nksha bnake de
Shayd mujhe bhatkna he
Man krta hain Alfaz sunau
Pr dil chahata hain dhadkane sunau
Wo bhi to Jane nam Kisaka hain
Shayd kehana hain
Nhi krni bat kisi se,
Sirf tumhe HI sunana aajkl dastur he,
Haa hain
Shayd nadaniya meri
Pr yakin nhi hota
Ki ye Kuch wo vala ahesas hain
Chay to 6od di
Pr shayd use
Aakhri ghut ki Tarah
6odne ko dil nhi krta hain
Jaha bhi sukun ka jikra Ho
Tum hote ho
Har pal
Bs yhi
Kehana hain
Ki Tere ek khyal Se
Gulzar hain zindagii
Baki akrar krna
Nsib kha
Vkht bhi kaisa hain
Jo lakiro me bhi nhi hain
Wo pure vkht khyalo me hain

Hindi Shayri by Vandana : 111574396

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now