Sabr..jo kahna aasan hai
Par nibhana uthna hi mushkil.
Aaj dhuniya jaham tumhe khade ho
Wahim thume rahna padtha hai.
Ek khatham bhi thumhe soch samachkar rakhna padtha hai.
Samaaj itna badhal chuka hai ki
Apne aapko bhi dar se dhekna padtha hai aur ek dhoosare ko bhi..
Jinko hum athankavadhi ke nasar se dekh rahe the ..
Joh hum khudh ban chuke hai abhi..
Har taraf corona hi sunna padtha hai..
Jiske paas sab sare hal ke liye jaathe the
Woh bhi apna dharvasa bandh kar chuke hai.
Gar pe hi bhaitogi.. Jo sun sun ke thake hue sabhi ko aaj puraskar de rahai sarkar bhii
Jho chutti bachon ko milte the
Woh abhi sare log ko milthe hai
Ek hafta kaam aur poore doh hafte lockdown.
Poore duniya ko bhulake karne wale shaadhi bhi ab parivaar honge thoh wahi kaphi.
Is saal thum zinda hai tho shayad thumhe padmasree bhi mil sakthe hai
Kya kya kamal hai zindagi ka
Apna dyan rakhiye apne gar pe hi bhaitke
Yahi sapka nara ban chuke hai
abhi
Dhooriyom se zindagi baato
Warna wahi khatam sara khel
Kal kya hoga, kya hone wale hai
Sab upar wale (sarkar) ke haath mein hai abhi
Sabr rakhiye.. Iska andh bhi hoga ek na ek din ...


#kavyotsav -2

Hindi Poem by Fathima Salim : 111537329

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now