Mujhe khubsurat log pasand hai
Mein dil ki baat kar raha hun
Tumse mohabbat nahi
Mein bina sharab ke baat kar raha hun
Ha mein khush hun
Knyo rote rote keh raha hun
Tujhse baat nahi karni kehke
Tera intezaar kar raha hun
Tu saath nahi to kya hua
Ye kaisi baate kar raha hun
Tere bina bhi ji lunga
Me marke baat kar raha hun
-sabdomara