Mene karib se jana he tuje

Ki jab me ruthti hu to tuj jesa koi mnaata nahi,
Ki jab jab teri yaad ati he, palak zabkte hi tera jawab ata he
Tab jake jana mene ki na tutane wala connection he hamare bich me,
Ke jab jab muje takleef me dekhke teri har ek fitart bhari care ne aur tere pyaar me muje zukaya he,
Ki jab bhi mene khwabo ke bre me socha he mere khwab ka yakeen me badla hua kissa ho tum,
Ha manti hu me apne aap ko naseebowali
Kyuki, har ek naye din tujse karbi khudko paati hu me,
Ha aur kahi kisso se bhar chuki he kitab meri
Sirf Akhiri panna kholke dekh lena
"Terei thi, Teri hu, Teri hi rahugi "

umra bhar sath nibhaugi wahi wala wada samjana he Tumhe....

Hindi Blog by Bindiya Patanvadiya : 111418033

The best sellers write on Matrubharti, do you?

Start Writing Now